Showing posts with label Tanishka. Show all posts
Showing posts with label Tanishka. Show all posts

Friday, August 14, 2015

Khoya Khoya Lyrics - Hero | Mohit Chauhan, Priya Panchal

Khoya Khoya Lyrics from Hero: A peppy feel-good romantic song sung by Mohit Chauhan & Priya Panchal, composed by Sachin-Jigar, penned by Niranjan Iyenger featuring Sooraj Pancholi and Athiya Shetty.
Singers: Mohit Chauhan & Priya Panchal
Backing Vocals: Arpita Chakroborthy, Tanishkaa
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Niranjan Iyenger
Music On: T-Series

Khoya Khoya Lyrics

Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahaton mein jee lunga
Jo paa ke bhi naa paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga

Phir har ghadi ye dil tera kyon dekhe mujhe
Ki do jahaan ko paa liya ho

Paa ke tujhe main Khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya
Ho khoya khoya
Dil khoya khoya
Jo paya tujhe
Main khoya khoya

Ho ishq hai darmiyaan
Phir kyun hain dooriyaan
Na chhu sakun main naa mud sakun
Tujh mein kahin hoon main
Phir bhi nahi hoon main
Naa main rukoon na chal sakun

Aur ab chalein kahi door jahaan
Baahon ke nashe mein ho choor jahan

Khoya khoya mann khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya

(Khoya khoya...)

Aankhon se teri aankhein milaaun
Apni hi nazaron se chhupta hoon main
Chaahat mein teri jaadu ye kaisa
Banta bhi hoon aur mit'ta hoon main

Agar main mit bhi jaaun
Saath saath chalna mujhe
Ke do jahaan ko paa liya ho

Paa ke tujhe main khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya

Wednesday, July 8, 2015

VANDE MATARAM LYRICS - ABCD 2 | Daler Mehndi, Badshah, Tanishka, Divya Kumar

Vande Mataram Lyrics from ABCD 2 (Any Body Can Dance 2): A superb patriotic/dance track, composed by very talented Sachin-Jigar and written by versatile Mayur Puri.
Singer: Daler Mehndi, Tanishka Sanghvi, Badshah (Rap), Divya Kumar
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Mayur Puri
Starring: Varun Dhawan, Shraddha Kapoor, Prabhu Deva, Lauren Gottlieb & Others
Music On: Zee Music Company

Vande Mataram Lyrics

Ik tera naam hai saancha ho..
Ik tera naam hai saancha
Mann meriya ne baancha
Bas naam tera maa ho..
Ek pehchaan meri tu hi
Jind jaan meri tu hi
Jahaan mera Maa..

Ho..
Tujh pe vaarna
Sau waari jaan main
Tujh pe vaarna
Sau waari jaan main
Tere qurbaan meri Maa

Vande Mataram.. Vande Mataram
Vande Mataram.. Vande Mataram

Aa gayi ghadi hai dekho sabse badi
Hai mujhse bas do kadam pe dekho jeet khadi
Haan mujhe kab se intezaar tha aaj ki shaam ka
Ab dekho kya karta hai ye banda Hindustan ka
Jo kisi ke bhi aage jhuka nahi
Haan main hoon uss desh ka
Tu baith ke le nazaara is treble aur bass ka
Seedha chalun ya chalun dhai dhai chaal main
Khel mera hoga ye dekh lambi race ka
Mitti ka karz hai main mar ke bhi chukaunga
Tujhe mitti kar doonga
Ya phir main mitti mein mill jaaunga
Jo bhi kaha tha main wo karke dikhaunga
India se hoon khaali haath nahi jaaunga

Abe jam ke pakad jhaad doonga
Tujhko main ukhaad doonga
Jahaan se tu aaya hai na
Wahin tujhe baad doonga
Teri zameen pe aaj
Tujhe hi pachhaad doonga
Jhanda India ka bete, gaad doonga

Jeetoon ya haarun mujhe koi parwaah nahi
Tumko main dikhaaun mujhe koi parwah nahi
Maa hi mera Rab hai meri
Maa hi mera peer meri
Maa ke pairon ke alawa koi Dargah nahi

Naachunga naachunga mujhko fitoor hai
Naachunga naachunga dil majboor hai
Aaj ki shaam meri Maa ke hai naam
Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Main jeetun ya haarun mujhe naachna zaroor hai
Meri maa mujhe dekhegi, naachna zaroor hai
Naachna zaroor hai, mujhe naachna zaroor hai
Maa Maa.. mujhe naachna zaroor hai
Maa meri mujhe dekhegi, naachna zaroor hai

Rang kesar soora waaleya
Rang sabz khili phulkariyan
Ho rang chitta niyat saaf da
Ho rang teenon jaan se pyaareya
Rang teenon jaan se pyaareya

Ho Rang meri Maai ka
Rang sachchai ka har achchhai ka hai Maa...
Rang teri reet ka
Rang teri preet ka
Rang teri jeet ka hi chhaaye chhaaye

Kaise main chukaawan tera ehsaan
Maai teri chunariya lehraaye

Jab tak mujh mein hai zara si jaan
Maai teri chunariya lehraaye
Ik tera naam hai saancha ho..

Vande... mataram
Vande...

Sujalaam suphalaam, malayaj sheetlaam
Sasyashyaamalaam maataram vande (x3)

Aye maai re...

Shubhrajyotsnaa pulakitayaaminim
Pullakusumita drumadala shobhinim
Suhaasiniim sumadhura bhaashhinim

Sujalaam suphalaam, malayaj sheetlaam
Sasyashyaamalaam maataram vande (x3)

Maai re...