Showing posts with label Suraj Jagan. Show all posts
Showing posts with label Suraj Jagan. Show all posts

Sunday, November 1, 2015

KHOON CHOOS LE LYRICS - Go Goa Gone

Khoon Choos Le Lyrics from Go Goa Gone: The song is about the khooni Monday, This is a crazy song with crazy lyrics, penned by Amitabh Bhattacharya who has some kind of specialization in writing such type of songs.
Singers: Arjun Kanungo, Suraj Jagan, Priya Panchal
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Amitabh Bhattachrya
Cast: Saif Ali Khan, Kunal Khemu, Vir Das, Anand Tiwari
Music On: Eros / Sony Music

Khoon Choos Le Lyrics

Aye le!
Phir aa gaya tu! Face utha ke
Dum lega kya, meri jaan kha ke
Khoon choosne tu aaya khoon choosne
Bloody khooni Monday kyun aaya khoon choosne

Tu jaa re jaa re ja, kabootar jaa

Main nahi jaana, Main nahi jaana
Main nahi jaana bistar ko chhod ke
Khoon choos le tu mera khoon choos le
Bloody khooni Monday tu chaahe.. choos le

Main nahi jaana, Main nahi jaana
Main nahi jaana bistar ko chhod ke
Khoon choos le tu mera khoon choos le
Bloody khooni Monday tu chaahe khoon choos le
Da rrrr rrr rrr....

Maana tere naam mein hai 'mann' ek baar
Toh tu mann ki karega kya re Monday
Kaahe paaye na karaar
Jab tak tu na yaar
Gaade Sunday ki kabar par jhande

Sukoon ke shikari Somwaar...

Main nahi jaana, Main nahi jaana
Main nahi jaana bistar ko chhod ke
Khoon choos le tu mera khoon choos le
Bloody khooni Monday tu chaahe khoon choos le

Sunday hai dildaar
Deke maiya ka pyar
Mujhe loriyan gaa ke jo sulaaye
Par tera hai vichar
Ke main shankh hoon yaar
Poore power se mujhko bajaaye

Sukoon ke shikari, somwar..
Kaan khujaana, Kaan khujaana
Kaan khujaana ungli ghusod ke
Khoon choos le tu mera khoon choos le
Bloody khooni Monday tu chaahe khoon choos le

Chal ja, chal jaa....
Da rrrr rrr rrr.... ooo oo
Aaa aa.... ja ja ja...
Ja ja ja..

Sunday, July 19, 2015

Badla Badla Lyrics - Badlapur | Varun Dhawan

Badla Badla Lyrics from Badlapur: The title song of Badlapur sung by Vishal Dadlani, Jasleen Royal, Suraj Jagan and Priya Saraiya, has music composed by Sachin-Jigar.
Singers: Vishal Dadlani, Jasleen Royal, Suraj Jagan, Priya Saraiya
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Dinesh Vijan & Priya Saraiya
Starring: Varun Dhawan, Nawazuddin Siddiqui
Music On: EROS

Badla Badla Lyrics

Aye rooh-e-raqeeb tu
Hai maut ke qareeb tu
Aye rooh-e-raqeeb tu
Maut ke qareeb tu

Sun le kafir hoon teri khatir
Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda
Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda

Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda
Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda

Khurdure se seene mein
Tera kya kaam hai
Suna hai pare duniya ke
Bada aaraam hai (x2)

Aye mere raqeeb tu
Hai maut ke kareeb tu
Aye mere raqeeb tu
Maut ke kareeb tu

Sun le kaafir hoon teri khaatir
Badla badla main, badla badla dil
Badla hai mera Khuda
Sab badla badla, jab badla badla
Khud badla hai mera Khuda