Showing posts with label Siddharth Garima. Show all posts
Showing posts with label Siddharth Garima. Show all posts

Thursday, January 7, 2016

Deewani Mastani Lyrics - Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal

Deewani Mastani Lyrics

Deewani Mastani Lyrics from Bajirao Mastani: Shreya Ghoshal sings this beautiful song featuring Deepika Padukone, Ranveer Singh with music by Sanjay Leela Bhansali and lyrics by Siddharth Garima, Nasir Faraaz.
Song: Deewani Mastani
Movie: Bajirao Mastani (2015)
Lyrics: Siddharth Garima, Nasir Faraaz
Singers: Shreya Ghoshal, Farhan Sabri, Altmash Faridi, Ganesh Chandanshive, Mujtaba Aziz Naza, Shahdab Faridi
Music: Sanjay Leela Bhansali

Navatunni aali apsara
Navatunni aali apsara
Aashi sundara saaj sathpudha
Aali aali aali, aali ho aali
Jaisa maathi maanla gajra
Dokyecha nazra theel tichyaavar
Aali ali aee haan
Duniya chi pyari tu
Aaga naari harnigaa
Aaga raani sundaraa..
Aali ho aali aali ho aali
Aali ali..
Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kaha chali aayi
Kehte hai ye deewani mastani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani hogayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kahan chali aayi
Kehte hain ye deewani mastani hogayi
Deewani haan deewani deewani hogayi
Zakham aisa tune lagaya
Deewani deewani deewani deewani hogayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhani ruhani ruhani ruhani hogayi
Pehchan mere ishq ki ab to
Pehchan mere ishq ki ab to
Rawani, rawani, rawani, rawani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kahan chali aayi
Kehte hai ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai ay..
Tu deewani hai ay..
Paakeza hasti hain teri tu noorani hai
Sab noor noor sa bikra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai

Mohe Rang Do Laal Lyrics - Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal

Mohe Rang Do Laal Lyrics from Bajirao Mastani: The song is sung by Shreya Ghoshal & Pandit Birju Maharaj and composed by Sanjay Leela Bhansali featuring Deepika Padukone.
Singers: Shreya Ghoshal, Pandit Birju Maharaj
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth-Garima
Music Label: EROS

Mohe Rang Do Laal Lyrics

Mohe rang do laal
Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo nahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Dekhu dekhu tujhko main hoke nihaal
Dekhu dekhu tujhko main hoke nihaal
Chhu lo kora mora kaanch sa tann
Nain bhar kya rahe nihaar

Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo naahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Marodi kalaai mori
Marodi kalaai mori
Haan kalaai mori
Haan kalaai marodi.. kalaai mori
Churri chatkai ittrai
Toh chori se garwa lagai

Hari ye chunariya
Jo jhatke se chheeni (x2)

Main toh rangi hari hari ke rang
Laaj se gulaabi gaal

Mohe rang do laal
Nand ke laal laal
Chhedo nahi bas rang do laal
Mohe rang do laal

Mohe rang do laal

Sunday, October 18, 2015

DHOOP LYRICS - RamLeela | Shreya Ghoshal

Dhoop Lyrics from RamLeela: The song is sung by Shreya Ghoshal, composed by Sanjay Leela Bhasali and lyrics are written by Siddharth & Garima.
Song: Dhoop
Singer: Shreya Ghoshal
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Supriya Pathak, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Dhoop Lyrics

Dhoop se chhan ke
Dhoop se chhan ke
Dhuaan mann hua..
Roop ye chamke
Tan anchhuaa..

Chhidte hain, bajte hain
Taar jo mann ke khanke jhanke hain
Kuch toh huaa aa..

Dhoop se chanke
Dhuaan mann huaa aa..

Rom rom naapta hai
Ragon mein saanp sa hai
Sar ra ra sarr ra ra ra bhaage bewajah (x2)

Sarke hai, khiske hain
Mujhme ye baske daske de gaya
Dard be-dawa aa..
Dhoop se chhanke
Dhuaan mann huaa aa..

Chhidte hain, bajte hain
Taar jo mann ke khanke jhanke hain
O... aa...

ISHQYAUN DHISHQYAUN LYRICS - RamLeela | Aditya Narayan

Ishqyaun Dhishkyaun Lyrics from RamLeela: The song is sung by Aditya Narayan, composed by Sanjay Leela Bhasali and lyrics are written by Siddharth & Garima.
Song: Ishqyaun Dhishqyaun
Singer: Aditya Narayan
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Ishqyaun Dhishqyaun Lyrics

Dil ki ye goli chali
Naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
Pyar ki sandook se (x2)

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun..
Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun
Yahaan Ishqyaun, Re wahaan dhishkyaun

Kamar dhaal hai
Nain kamaan hai
Teer si naak teri
Bhaale si zubaan hai (x2)

Ho ya to nazrein ladaaun
Ya main khud mar jaaun
Ya to nazrein ladaaun
Ya main khud mar jaaun

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun, re wahaan dhishqyaun

Ladaaku vimaan hai
Par tu meri jaan hai
Bistar ye tera mera
Arey jung ka maidaan hai (x2)

Jo tu trigger dabaye
To main chumme chalaaun (x2)

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun

Dil ki ye goli chali
Naino ki bandook se
Bomb bhi girenge ab
Pyar ki sandook se (x2)

Ishq ye tera mera
Ishqyaun ki dhishqyaun ki dhishqyaun

Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun
Yahaan Ishqyaun Re wahaan dhishqyaun (x2)

LAAL ISHQ LYRICS - RamLeela | Arijit Singh

Ye Laal Ishq Lyrics from RamLeela: A song sung by Tum Hi Ho singer Arijit Singh - An another beautiful song from Ramleela, This love song is an example of a beautiful artistic work, nicely written by Siddharth & Garima.
Song: Laal Ishq
Singer: Arijit Singh
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Laal Ishq Lyrics

Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ishq-ishq, Ishq-ishq..

Tujh sang bair lagaya aisa
Tujh sang bair lagaya aisa
Raha na main phir apne jaisa
Ho raha na main phir apne jaisa

Mera naam ishq
Tera naam ishq (x3)

Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ishq-ishq, Ishq-ishq

Apna naam badal dun
Ya tera naam chhupa lun
Ya chhod ke saari aag
Main vairaag utha lun
Bas ek rahe mera kaam ishq
Mera kaam ishq
Mera kaam ishq

Mera naam ishq
Tera naam ishq
Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq, ye malaal ishq
Ye aib ishq, ye bair ishq (x2)

Ye kaali raat jakad lun
Ye thanda chand pakad lun (x2)

Din-raat ke bairi bhed ka
Rukh mod ke main rakh dun
Tujh sang bair lagaya aisa
Raha na main phir apne jaisa
Raha na main phir apne jaisa

Mera naam ishq
Tera naam ishq (x3)

Mera naam, Tera naam
Mera naam ISHQ!

Ye laal ishq
Ye malaal ishq
Ye aib ishq
Ye bair ishq (x2)

POORE CHAND LYRICS - RamLeela | Shail Hada

Poore Chand Lyrics from Ramleela: A beautiful song sung by Sanjay Leela Bhansali's favourite Shail Hada, music is composed by SLB and lyrics are very well written by scriptwriters of the film Siddharth & Garima.
Song: Poore Chand
Singer: Shail Hada
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Poore Chand Lyrics

Poore chaand
Ae poore chand..

Poore chaand ki ye aadhi raat hai
Poore chaand ki ye aadhi raat hai
Tere chehre pe aa ke ruk jaati hai
Tere chehre pe aa ke ruk jaati hai

Jeeti hai utni....
Jeeti hai utni, jitni guzar jaati hai
Poore chand ki ye aadhi raat hai
Poore chand ki ye aadhi..

Gaalon ke halke se mod pe
Do pal ko palkein odh ke
Sharmaati hai, jhuk jaati hai
Tere chehre pe aa ke ruk jaati hai

Jeeti hai utni....
Jeeti hai utni, jitni guzar jaati hai
Pure chand ki ye aadhi raat hai
Poore chand ki ye aadhi..

Poore chaand
Aye poore chaand

ANG LAGA DE RE LYRICS - RamLeela | Aditi Paul

Ang Laga De Lyrics from Ramleela: Sung by Aditi Paula & Shail Hada, music is composed by Sanjay Leela Bhansali and lyrics are penned by scriptwriters of the film Siddharth & Garima.
Song: Ang Laga De
Singer: Aditi Paul, Shail Hada
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Ang Laga De Lyrics

Ang laga de re
Mohe rang laga de re
Ang laga de re
Mohe rang laga de re

Main toh teri joganiya
Tu jog laga de re

Jog laga de re
Prem ka rog laga de re
Main toh teri joganiyaan
Tu jog laga de re

Ram ratan dhan
Lagan magan man
Tan mora chandan re
Ujli kori preet piya
Satrang laga de re

Ang laga de re
Mohey rang laga de re
Main to teri joganiya
Tu jog laga de re

Raat banjar si hai
Kaale khanjar si hai
Raat banjar si hai
Kaale khanjar si hai
Tere seene ki lau
Mere andar bhi hai

Tu hawa de isey
Toh mera tann jale
Jala de re sang jala de re
Mohey ang laga de re
Main toh teri joganiya
Tu jog laga de re

Raas hai raat mein
Teri har baat mein
Raas hai raat mein
Teri har baat mein
Bol main kya karun
Aise haalaat mein
Hoon main teri malang
Tu hi mera nasha
Chadha de re bhang chadha de re
Prem ki bhang chadha de re

Main toh teri joganiya
Tu jog laga de re

Jog laga de re
Prem ka rog laga de re
Main toh teri joganiya
Tu jog laga de re

Ram ratan dhan
Lagan magan man
Tan mora chandan re...

LAHU MUNH LAG GAYA LYRICS - RamLeela | Shail Hada

Lahu Muh Lag Gaya Lyrics from Ramleela: Sung by Shail Hada, composed by Sanjay Leela Bhansali and lyrics are penned by Siddharth & Garima.
Song: Lahu Munh Lag Gaya
Singer: Shail Hada
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Lahu Munh Lag Gaya Lyrics

Aye... hey ji re!

Ude ude mann ude
Par lage tere sang jude
Mann ude pag bade
Teri ore bade
Jug chhod bade

Lahu munh lag gaya
Lahu munh lag gaya
Soya tha nas nas mein
Ab ye jag gaya
Aye lahu munh lag gaya
Labon ke chhoone se
Khwabon ke kone se
Labon ke chhoone se
Khwabon ke kone se
Bachke sab se lab se lab
Ye rag se rag gaya

Aye.. lahu munh lag gaya
Aye.. lahu munh lag gaya
Aye.. lahu munh lag gaya

Bhatak rahi hai aankh ye
Malang ang.. ang ang
Atak gayi hai saans uske
Sang sang.. sang sang

Kal kal behta tha
Chhal chhal rehta tha
Kal kal behta tha
Chhal chhal rehta tha
Taan le ke jaane kab gaya

Lab se lab ye lab lab se
Lahu muh lag gaya
Aye.. lahu munh lag gaya
Lahu mu lag gaya

Soya tha nas nas mein
Ab ye jag gaya
Aye lahu munh lag gaya
Labon ke chhoone se
Khaabon ke kone se
Labon ke chhoone se
Kaabon ke kone se
Lab se lab ye lab lab se
Lahu munh lag gaya
Aye.. Lahu munh lag gaya
Aye.. Lahu munh lag gaya
Aye.. Lahu munh lag gaya

RAM CHAHE LEELA LYRICS - Ramleela | Bhoomi Trivedi

Ram Chahe Leela Lyrics from Ramleela featuring Priyanka Chopra: This is the title song of Ramleela, in this film Ram's character is being played by Ranveer Singh & Deepika is portraying Leela.
Song: Ram Chahe Leela
Singers: Bhoomi Trivedi
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Picturised on: Priyank Chopra, Ranveer Singh, Deepika Padukone
Music on: Eros Music

Ram Chahe Leela Lyrics

Khoob khoob aabhaar
Aapna Gujarat maa Halol
Bahut naamlo gaam chhe
Tyaan majoor varg bahu chhe
To mane ek geet ri farmaaish kari thi
Mane tyaan kayin
Thaaki ne loka saanje **

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam (x2)

Inka toh funda hai simple sa yaar
Goli maaro to panga
Aankh maaro toh pyaar

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam

Rakh pocket mein ghoda
De ghode ko lagaam..
Rakh pocket mein ghoda
De ghode ko lagaam
Ram chahe Leela, Leela chaahe Ram

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam

Ghanan ghanan ho megh jo barse
Leela na shirngar ne tarse
Chudlo, nathni, patlo kandoro
Shobhe rani rang j goro
Prem pankhida chhe aa Ram Leela
Vantode chadya chhe aa RamLeela, Ram Leela

Lage saare dushman
Dikhe sab mein chor chor...
Lage saare dushman
Dikhe sab mein chor
Teri balcony mein betha ek mor
Moron ki hai mistake
Ram-Leela badnaam

Re mhaara Ram
Aye mhaara Ram

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam

Bullet bhi ek aur ek hi hai jaan jaan....
Bullet bhi ek aur ek hi hai jaan
Har bullet pe likha marne wale ka naam

Goli ko bhi goli de de
Ye toh kare aisa kaam
Ram Leela, Ram Leela...

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam

Inka toh funda hai simple sa yaar
Goli maaro to panga
Aankh maaro toh pyaar

Ram chahe Leela chaahe Leela chaahe Ram
Inn dono ke love mein duniya ka kya kaam

Yeh jogi jog muki magan maya maa
Ghelo thai gayo aa shwet kaaya maa
Manan kare leela ekj naam
Raghupati raghav raja ram
Ramleela ramleela ramleela ram...

Ramleela ramleela...

NAGADA SANG DHOL LYRICS - Ramleela Song | Shreya Ghoshal

Nagada Sang Dhol Baaje Lyrics from Ramleela: The song starring Deepika Padukone & Ranveer Singh, sung by Shreya Ghoshal & Osman Mir is composed by Sanjay Leela Bhansali which has some Gujarati elements to it.
Song: Nagada Sang Dhol
Singers: Shreya Ghoshal, Osman Mir
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Nagada Sang Dhol Lyrics

Hey dhin tadaak dhin tadaak
Aaja ud ke saraat
Pairon se bedi zara khol
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhum dhum dhaayn
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhaayn dhum dhaayn (x2)

Re khat-khat haan khat-khat
Baaje dastak woh na ab tak aaya
Re tab se haan tab se
Haan dekhe raahein
Ki ab tu khol baahein aaja
Umad-ghumad ghumein
Re machle re mora mann
Goonje re baalam ke bol

Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhum dhum dhaayn
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhaayn dhum dhaayn

Hey dhin tadaak dhin tadaak
Aaja ud ke saraat
Pairon se bedi zara khol
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhum dhum dhaayn
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhaayn dhum dhaayn

Leeli lemdi re
Leelo nagarvel no chhod
Parbhu parodh na re
Maar gher uttaara karta jaao
Utaaro nahi karun re
Maar gher Sita juve vaat
Sita ekla re
Juve ram-lakhman ni vaat

O pal-pal re pal-pal beet'ta jal-jal
Naach ab chal aaja
Re tharr-tharr tharr-tharr
Haan kaanpe tharr-tharr
Haan darr darr jee se darr ab na na
Baagon mein bola, bola re bola
Morey badla re dil ka bhoogol

Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhum dhum dhaayn
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhaayn dhum dhaayn

Hey dhin tadaak dhin tadaak
Aaja ud ke saraat
Pairon se bedi zara khol

Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhum dhum dhaayn
Nagada sang dhol baaje, dhol baaje
Dhaayn dhaayn dhaayn dhum dhaayn (x2)

Leeli lemdi re
Leelo nagarvel no chhod
Parbhu parodh na re
Maar gher uttaara karta jaao
Utaaro nahi karun re
Maar gher Sita juve vaat
Sita ekla re
Juve ram-lakhman ni vaat

Hey.... ho dhol baaje!

Tattad Tattad / RAMJI KI CHAAL LYRICS - Ramleela Song

Tattad Tattad / Ramji Ki Chaal Lyrics from Ramleela: The first song from Ramleela is here, a nice song with a great video which is brilliantly directed & very well choreographed featuring Ranveer Singh. This Ramleela song is sung by Aditya Narayan.
Song: Tattad Tattad (Ramji Ki Chaal)
Singer: Aditya Narayan
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth - Garima
Cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone, Gulshan Devaiah, Richa Chadda
Music on: Eros Music

Tattad Tattad (Ramji Ki Chaal) Lyrics

Tattad tattad...

Ramji ki chaal dekho
Aankhon ki majaal dekho
Karein ye dhamaal dekho
Arey dil ko tum sambhal dekho (x2)

Arey chaal dekho, dhaal dekho
Ragon mein ubaal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...

Ramji ka pyaar dekho
Seena bhi kataar dekho (x2)

Baatein tez kataar dekho
Tewar ki talwar dekho
Arey aar dekho, paar dekho
Aar dekho, paar dekho
Dil se jude taar dekho
Arey bair se ye bair kare
Prem ki ye dhaal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...

Ramji ke taav dekho
Nazar mein alaav dekho (x2)

Khelein kaise daav dekho..
Bhar de saare ghaav dekho

Arey haav dekho, bhaav dekho
Haav dekho, bhaav dekho
Dhoop mein parchhav dekho
Arey jo bhi sunega jhoome
Chhede aisi taal dekho

Oh dekho
Oh dekho
Oh dekho, dekho, dekho
Tattad tattad...

Deewani Mastani Lyrics - Bajirao Mastani | Shreya Ghoshal

Deewani Mastani Lyrics from Bajirao Mastani starring Deepika Padukone, Ranveer Singh sung by Shreya Ghoshal, composed by Sanjay Leela Bhansali.
Singer: Shreya Ghoshal, Farhan Sabri, Altmash Faridi, Ganesh Chandanshive, Mujtaba Aziz Naza, Shahdab Faridi
Lyrics: Siddharth Garima, Nasir Faraaz
Music: Sanjay Leela Bhansali
Music Label: Eros

Deewani Mastani Lyrics

Navatunni aali apsara
Navatunni aali apsara
Aashi sundara saaj sazpunna
Aali aali aali
Aali ho aali..
Jaisa maathi maanla gajra
Dokyecha nazra theel tichyauvar
Aali aali..

Duniya chi pyari tu
Aaga naari harnigey
Aaga raani sundaraa ha ha..
Aali ho aali
Aali ho aali
Aali o aali..

Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mash'hoor mere ishq ki kahaani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi

Mash'hoor mere ishq ki ye kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi..
Kehte hain ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Zakham aisa tune lagaya
Deewani, deewani, deewani, deewani ho gayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gayi
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Pehchaan mere ishq ki ab toh
Rawaani, rawaani, rawaani, rawaani ho gayi

Ho.. mash'hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani, mastani ho gayi
Haan deewani, haan deewani, deewani ho gayi
Mash'hoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi

Kehte hain ye deewani, mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai..
Tu deewani hai..
Paakeza hasti hain teri tu noorani hai..

Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayaalon mein utra hai

(sargam)