Showing posts with label Shilpa Rao. Show all posts
Showing posts with label Shilpa Rao. Show all posts

Sunday, November 1, 2015

SUBHANALLAH LYRICS - Yeh Jawaani Hai Deewani

Subhanallah Lyrics from Yeh Jawaani Hai Deewani: The song is sung by Indian Idol 5 winner and 'Balma' singer Sreeram Chandra. The song is composed by Pritam and Subhan Allah Lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya.
Singer: Sreeram Chandra, Shilpa Rao
Music: Pritam
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone
Music on: T-Series

Subhanallah Lyrics

Ek din kabhi jo khud ko taraashe
Meri nazar se tu zara, haaye re
Aankhon se teri kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaaun main zara, haaye re
Ik ankahi si daastaan daastaan
Kehne lagega aaina Subhanallah...

Jo ho raha haim pehli dafaa hai wallah
Aisa hua, Subhanallah..
Jo ho raha hai pehli dafaa hai wallah
Aisa hua

Meri khamoshi se baatein chun lena
Unki dori se taarifein bun lena (x2)

Kal nahi thi jo aaj lagti hoon
Taareef meri hai khaamakha
Tohfa hai tera meri adaa

Ek din kabhi jo khud ko pukaare
Meri zubaan se tu zara, haaye re
Tujh mein chhupi si jo shayari hai
Tujhko sunaaun main zara, haay re
Ye do dilon ka waasta waasta
Khul ke bataaya jaaye naa
Subhanallah...

Jo ho raha hai, pehli dafaa hai Wallah
Aisa hua.. Subhanallah (x3)

Jo ho raha hai, pehli dafaa hai Wallah
Aisa hua..

Saturday, October 31, 2015

MANMARZIYAN LYRICS - LOOTERA | Shilpa Rao

Manmarziyan Lyrics from Lootera: Manmarziyan is sung by Shilpa Rao & composed by Amit Trivedi with lyrics by Amitabh Bhattacharya.
Singers: Shilpa Rao, Amitabh Bhattacharya, Amit Trivedi
Music: Amit Trivedi
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Cast: Ranveer Singh, Sonakshi Sinha
Audio On: T-Series

Manmarziyan Lyrics

Yun to solah saavan aaye gaye
Gaur nahi kiya humne
Bheega man ka aangan is martaba
Kya jaane kya kiya tumne

Dil mein jaagi..
Ishq waali manmarziyan, manmarziyan
Zid ki maari (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Mannmarziyan (aaye gaye)
Mannmarziyan

Abb talak se
Kuchh alag si manmarziyan.. Manmarziyaan..
Hum zameen pe (bheega man ka)
Toh falak se (aangan)
Manmarziyan (iss martaba)
Man marziyaan...

Sikkon jaise
Hai uchhaali
Manmarziyan, manmarziyaan
Zidd ki maare (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Manmarziyaan, manmarziyaan (aaye gaye)

Be-adab si
Par gazab si
Manmarziyan, manmarziyan

Hosh khoya
Par sambhali manmarziyan (yun to solah)
Manmarziyaan (saavn)
Zidd ki maari (aaye gaye)
Bhooli bhaali manmarziyan, manmarziyan

Monday, October 12, 2015

MALANG LYRICS - DHOOM 3 song

Malang Lyrics from Dhoom 3: The much awaited Dhoom 3 song "Malang" is finally here, the song is sung by Siddharth Mahadevan & Shilpa Rao and the track is composed by Pritam with lyrics written by Sameer Anjaan.
Song: Malang
Singers: Shilpa Rao, Siddharth Mahadevan
Music: Pritam
Lyrics: Sameer Anjaan
Cast: Aamir Khan, Katrina Kaif, Abhishek Bachchan, Uday Chopra
Music on: YRF Music

Malang Lyrics

Ishq labon pe
Ishq duaa mein
Jism mein, rooh mein
Ishq rava, rava rawa ravaa

Ishq nazar mein
Ishq bashar mein
Aks mein, raks mein
Ishqe nishaan
Nishan nishan nishan

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x2)

Ishq hai, aawaara
Ishq hai, banjaara
Ishq hai, angaara
Rehta hai, behta hai
Yeh ishq sharton mein
Ishq mein mit jaaun
Ishq mein bah jaaun
Ishq mein ho jaaun
Fana fana fanaa fanaaa..

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x2)


Meri mannaton mein
Meri jannaton mein
Tera hi tera shumaar hai
Meri chaahaton pe
Meri raahaton pe
Tera hi tera khumaar hai
Malang malang main
Tere hi liye hoon malang main

Meri ulfaton mein
Meri shiddaton mein
Sajdon mein tera hi noor hai
Teri bekhudi mein
Teri dilkashi mein
Teri bandagi mein dil choor hai
Malang malang main
Tere hi liye hoon malang main

Main yahaan wahaan jaaun
jahaan darbadar badar
Tere liye rehti hoon besabar sabar
Teri beqarariyon mein
Ishq ishq hai malang mera

Dum malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Dum malang malang
Malang malang dum
Ishq ishq hai malang mera (x3)