Showing posts with label Shakti Mohan. Show all posts
Showing posts with label Shakti Mohan. Show all posts

Thursday, September 24, 2015

SAWALON MEIN LYRICS - Samrat & Co. | Shreya Ghoshal, Ankit Tiwari

Sawalon Mein Lyrics from Samrat & Co.: A nice composition by Ankit Tiwari, beautifully sung by Shreya Ghoshal while Lyrics of Sawalon mein ye kaisi zindagi are penned by Sandeep Nath.
Song Title: Sawaalon Mein
Movie: Samrat & Co. (2014)
Singer: Shreya Ghoshal
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sandeep Nath
Picturised on: Rajeev Khandelwal, Shakti Mohan, Ganesh Acharya
Music Label: Rajshri

Sawaalon Mein Lyrics

Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Hai kayi sargoshiyaan..
Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan..
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan..

TEQUILA VAKILA LYRICS - Samrat & Co.

Tequila Vakila Lyrics from Samrat & Co.: A party / item song composed by Ankit Tiwari and sung by Shreya Ghoshal & Ankit.
Song Title: Tequila Wakila
Movie: Samrat & Co. (2014)
Singers: Ankit Tiwari, Shreya Ghoshal
Music: Ankit Tiwari
Lyrics: Sanjay Masoomm
Picturised on: Rajeev Khandelwal, Shakti Mohan, Ganesh Acharya
Music Label: Rajshri

Tequila Wakila Lyrics

Moz, i feel you
I guess you know
You know it's true
So far so good
I miss you
You are my sweet thing
In heaven with you
C'mon!

Celebration guys let's pour some wine

Raatein yeh teekhi teekhi si
Kabhi lage yeh bheegi
Dilon ke raaz inke
Jaane hei kab koi
Barfeeli parton mein hai sharara
Mausam hai dhuaan
Hothon pe sabke hai ik ishaara
Par chup hai zubaan

Tequila vakila chal le munh utha le
Ria Maria hardam bhula re
Neeli nazron ko ab nasha re
Chonkna na bachke tu.. (x2)

Love, i feel you
I guess you know
You know it's true
So far so good
I miss you
You are my sweet thing
In heaven with you

Cheharon pe chehre hain
Lage na lage par uljha hai tana-bana
Dhoondta hai koi..
Kohre ki galiyon mein kadmon ka aana-jana (x2)

Yeh shab yahan ki jo hai shahana
Hai woh bewafa
Shaatir shikaari khud hai nishaana
Kya hai maajra...

Tequila vakila chal le munh utha le
Ria Maria hardam bhula re
Neeli nazron ko ab nasha re
Chonkna na bachke tu.. (x2)

Love, i feel you
I guess you know
You know it's true
So far so good
I miss you
You are my sweet thing
In heaven with you

Sab yahaan ajnabi
Kahein na kahein khud mein hain gum sabhi
Lehron se hai judaa
Kahin na kahin pyaasi hai khud nadi (x2)

Baaki -- ko tu chhupa le
Kar le aa khata
Thehre samay se lamhe chura ke
Thoda muskura

Tequila vakila chal le munh utha le
Ria Maria hardam bhula re
Neeli nazron ko ab nasha re
Chonkna na bachke tu.. (x2)