Showing posts with label Papon. Show all posts
Showing posts with label Papon. Show all posts

Friday, August 14, 2015

Khamma Ghani Lyrics - Happy Ending | Papon

Khamma Ghani Lyrics from Happy Ending: The song is sung by Papon, Smita & Vidhi, composed by Sachin-Jigar with lyrics penned by Priya Saraiya.
Singers: Papon, Smita & Vidhi
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya
Featuring: Govinda, Saif Ali Khan, Ileana D’cruz
Music On: Eros Music

Khamma Ghani Lyrics

Buri baat hai ye manmaaniyan
Huyi jaankar jo naadaniyan
Gunahgaar ki tarah kyun khada
Abhi maangta meharbaiyan
Kare kya karein nahi jaanta
Ghalat mod jo muda raasta
Teri chaah me hua dil mera saza-yafta

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Ye dil mera, hai saza yafta..
Ye dil mera, hai saza yafta..

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Lafz tera saancha maana
Daag mujh mein hai jaana
Bhar rahaa hoon harjana kaise batlaaun
Gar jo teri manzuri hai
Toh gavara ye doori hai

Main toh smajha par dil ko kaise smjhaau
Unhe dard kaho ya dava
Jinhe yaad karo sau dafaa
Sunehare unhi dinon se bata
Pada hai tera kabhi wasta
Kare kya karein nahi jaanta
Ghalat mod jo muda raasta
Teri chaah me hua dil mera saza yafta

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re..

Ye dil mera, hai saza yafta..
Ye dil mera, hai saza yafta..

Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya
Khamma ghani aao re mhaaro saaiyaan
Khamma ghani sajan bairiya re.. (x2)

Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya re (Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya.. Sajan bairiya re
(Khamma ghani, khamma ghani)
Sajan bairiya..
(Khamma ghani, khamma ghani)

Saturday, July 11, 2015

HUMNAVA LYRICS - Hamari Adhuri Kahani | Papon, Mithoon

Humnawa / Humnava Lyrics from Hamari Adhuri Kahani: 'Sookhi padi dil ki is zameen ko bhiga de' is a beautiful song sung by Papon and composed by Mithoon starring Emraan Hashmi and Vidya Balan.
Singer: Papon
Music: Mithoon
Lyrics: Sayeed Quadri
Music On: Sony Music India

Humnava Lyrics

Hey Humnava mujhe apna bana le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Kab se main dar dar phir raha
Musaafir dil ko panaah de
Tu awaargi ko meri aaj thehra de
Ho sake toh thoda pyaar jataa de
Sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de

Murjhaayi si shaakh pe dil ki
Phool khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Acha lagta hai kyun
Un rango se tune milaaya
Jinse kabhi main mill na paaya

Dil karta hai tera shukriya
Phir se bahaare tu laa de
Dil ka soona banjar mehka de
Sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab naa jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hoon main
Jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
Chehre ko chhooti hawaayein

Inki tarah do kadam toh badha le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
O.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de